Kya aap Mirza Ghalib sad poetry in Urdu dhoond rhey hain ? Bohot sey aisey poets hain jinho ney Urdu poetry mein naam kamaaya jin mein sey Mirza Asadullah Baig jo key aaj kl Mirza Ghalib key naam sey janey jatey hain.
Mirza Ghalib hindustan ke sb sey barey shyaron mein sey eik shayar thy. Mirza ghalib zyada tar apni dil ko chuu janey wali poetry sey jaaney jatey thy. Zindagi pr quotes deikhney ke liye jaein.
Jb bhi bhi udaas shayari likhney waley poets ke barey mein baat hoti hai to Mirz Ghalib ka naam bhi mashhoor shaayaron me aata hai.
Mirza Ghalib ki kch famous poetry mein sey hum ney aap logo ke liye bnai hai jo ke khoobsoort tsweer pr likhi gai hai. Deikhney waley ko ye apney andar kheenchti hain.
Mirza Ghalib ney bohot c ghazlein aur shayari likhi. Mirza ghalib ko maghrib ke log pagal shaayar kehtey thy keu key unhein likhney ka bohot shoq tha bachpan sey hi unhein Urdu ki saqaafat mein bohot dilchaspi thi.
Mirza Ghalib deep poetry, ghazal or udaas shayari is liye likhtey they q ke unhien lagta tha ke un ke guzishta mehboob ko us ke liye chaht zaahir krwaaney ka is sey acha tareeqa kch nhi hai.
Hamein ummed hai ke aap ko hamari shayari pasand aai ho gi. Agr aap ney shayari sey lutf andoz huey hain to is sey apney dosto sey share krna na bhoolein.
Ghalib Sad & Deep Poetry in Urdu
Reviewed by Lancers
on
July 28, 2018
Rating: